Pyaari Shayari
Ajeeb si kashish hai tum mein,
k hum tumhare khayalon mein khoye rehte hain.
Yeh soch kar k tum khwabon mein aaoge,
hum din mein bhi soye rehte hain..
Teri jheel si aankhon mein doob jaane ko dil chahta hai
Par phir khayal aata hai, sala apun ko swimming kahan aata hai
Aansuon Me na dhoondna hamein,
Dil me hum bas jaayenge!
Tamanna ho agar milne ki,
to band aankhon me nazar aayenge!!
Aansuon Me na dhoondna…Shayari Read More »