Dosti
Ahsas ke daman mein ansu girakar dekho
dosti kitni sachi hai aazma kar dekho
apko bhul kar kya hogi dilki halat
kisi aaine pe pathar mar kar dekho
Ahsas ke daman mein ansu girakar dekho
dosti kitni sachi hai aazma kar dekho
apko bhul kar kya hogi dilki halat
kisi aaine pe pathar mar kar dekho
Thodi si sharat,
thodi rusvai, bahut sara pyaar
thodi ladai
na ho fasle kabhi
na kabhi doori
bas isi tarah apki dosti mei beet jaye zindagi puri
Aapki dosti hamari kahani hai
ye kahani is waqt ki meherbani hai
hamari maut ka to pata nahi
par hamari zindagi sirf aapki dosti ki diwani hai
Dosti ki tadap ko dikhaya nahi jata
dil mein lagi aag ko bujaya nahi jata
kitni bhi doori ho dosti me aap jaise dost ko bulaya nahi jata
Our Friendship is like the hands of a clock ,
We are in same clock but not able to meet .
Even if we meet, its only for few mins,
But our Frienship runs non-stop