sms collection

Log kyu karte hai pyaar

Jo hasaye hume wo dost,
Jo rulaye hume wo pyaar,

Jo jhuke wo dost hai,
Jo jhukaye wo pyaar hai,

Jo manaye hume wo dost,
Jo sataye hume wo pyaar,

Phir bhi dosti chod ke log kyu karte hai pyaar.

Log kyu karte hai pyaar Read More »

Gham nahi wahan jahan ho fasana aapka

Gham nahi wahan jahan ho fasana aapka,
Khushi bhi dhundhti hai har pal fasana aapka,
Aap udaas na hona kabhi zindagi mein,
Bahot achha lagta hai hame muskurana aapka.

Gham nahi wahan jahan ho fasana aapka Read More »

Aab tumhe khana pakana aa gaya hai

Wife: “Shaadi ke shuru mein jab main khana paka ke lati thi,
aap zyada mujhe khilate or khud kum khaty the, Par aab aisa kyo nahi hai”
Husband: “kyo ki aab tumhe khana pakana aa gaya hai”

Aab tumhe khana pakana aa gaya hai Read More »

Scroll to Top